main aap ki baat se bilkul sahmat hun agar hamen trading karni hai to trading ke rules ko follow karte hue kam karna ho ga rules mein bahut kuchh aisa hai jis ko ham real trading mein follow nahin karte jaisa ki money management aur risk percentage hamen pahle money management ko sikhana chahie aur us ke through trading karni chahie kyun ki is se hamen apne account par risk percentage ko control karne ka pata lagta hai aur hamen yah bhi pata lagta hai ki hum ne kitne percent risk lena hai to hamari trade safe rahe gi aur hamare account ko loss ka khatra nahin ho ga is ke alava hamen information aur knowledge ki jarurat hoti hai hamare pass jitni badhiya information aur jitna badhiya knowledge ho ga utna hamare liye trading karna badhiya rahe ga knowledge hasil karne ke liye hamen badhiya tarike se learning karna ho ga jab ham learning kar len ge to hamare pass badhiya knowledge ho ga us ke bad hamen demo account mein practice kar beke badhiya experience bhi hasil karna hai jab ham in sub kuch hasil kar len ge to hamare liye trading main rules ko follow karna aur badhiya profit karna hamare liye easy ho jae ga is liye aap bhi in rules ko follow karte hue kam Karen agar aap ne badhiya trading karni hai aur badhiya profit hasil karna hai