janab araam karna to hamaray apnay hath main hota hai na kay ham kitna ziyada araam our kitna izyada kaam kartay ahin is kay liye to na hi ham ko forex nay roka hai kay ap kaam na karo our na hi kisi our nay agar ham ko lagta hai kay kam time main ham kafi earn kar chukay hain to ham araam kar saktay hain