Main to sab kay liye is main swap free wala account prefer karunag . Or main is main new nies ko mashwara doonaga kay is main hamain cent account say satrt karna chahiye is main hamain kam balance main cents miltay hain jis say equity ziada hojati hay or ham ismain trade kar skatay hain