Han news ke samay market mein bahut jyada moment hoti hai aur us moment mein train Lena bahut jyada risky ho jata hai hamare liye trade lene ka fayda tab hota hai jab market stable ho jaaye is tarah ki movement mein loss hone ke chance bahut jyada ho jaate Hain humko vate hamesha karna chahie kyunki fake movement bahut jyada hoti hai news ke samay, kisi tarah ki jaldbaji nahin dikhani chahie nahin to trader Ko nuksan hone ka chance jyada hota hai market mein upar niche donon hi taraf movement hoti hai agar vaise to ham fundamental jante Hain to movement ka pata Laga sakte hain ki kaun si fake moment hai aur kaun si movement sahi hai vaise to new trading ke liye fundamental sabse jyada important hota hai jisko fundamental ke bare mein maloom Ho vah market ko Sahi analyse kar sakta hai aur ekadam badhiya order dal sakta hai news trading mein bahut jaldi Paisa kamaya ja sakta hai aur utane hi jaldi se nuksan bhi kiya ja sakta hai isliye news heading bahut jyada dangerous hoti hai bahut hi kam trader hote Hain Jo news trading karna pasand karte Hain Varna jyadatar to technical training ko hi pasand karte Hain technical trading ke liye trader alag alag tarah ke tools ka istemal kar sakta hai jisko jiske bare mein maloom hota hai usko uske sath hi trade karna chahie main kuchh indicators ke sath red karta hun aur mera jo favourite trading hai vah technical hi hai main fundamental ko pasand nahin karta because Mera bahut bar fundamental trading mein nuksan ho chuka hai is trading ko avoid karna main pasand karta hun.