maine suru se lagatar lose ke karan bahut kuch sikha hoon abhi. abhi main samajh ta hoon ki sirf ek ya do pair me dhyan dena chahiye. aur greed mat karna chahiye, emotion control karna chiye. par abhi bhi main insab rules ko full follow nehi kar pa raha hoon. par try kar raha hoon.