Main abi new hun forex main aur abi learn kar raha hun forex ko aur meri nazar main forex itna asan business nahi hai is ko part time hi karna chahiye aur agar aap full time karty hain toh tab aap ko loss ke b chances hoty hain q ke har waqt aap ko dar sa rehy ga k kahin loss na ho jay aur aap ko apne jazbat ko control main rakhna ho ga.