haan ye to hai lekin main samjhati hoon ki parabolic sar ka use agar bade time frame par aur bade period par kare to result kafi badiya hai ache result milte hai lekin tab signal uske bahut hi kam ate hai maine use kiya hai parabolic sar signal ko filter karna padta hai tabhi trading mein ache signal ke sath trades kar pate hai aur jinke signal ko filter karna nahi ata hai wo trading mein loss jayda kar dete hai