ji jab koi bhi strategy kisi ko di jati hain to uske bare mein achchi tarahse samjhaya bhi gaya hota hain aisa hi ye trading strategy apne bataya hain ab baki ki zimdari trader ki hoti hain ki wo trading strategy ko kitna samjh pata hain aur kaise samjh pata hain agar wo achchi tarah se samjhega to uske liye trading is trading system ke sath karna jayda mushkil nahi rahega