bhai real account main trading to main nay abhi nahi ki hai lakin jald hi karnay ka irada hai aur main to is k baray main bohat hi excited hu aur real account ki trading main kam se kam loss ki shakal dejhnay k liye main to bohat mehnat ker raha hu aur jitna time forex ko dy sekta hu dy raha hu so lets see kya hota hai baad main aap se lazmi share keru ga k mjhay loss hua ya profit...