maine pehle demo account se start kiya tha pehle demo account se thodi si practice ki aur thoda sa experience gain kiya uske kuch time baad jab mujhe laga ki maine itna sikh liya hai ki real account per kaam kar sakta hun to maine uske baad real account per kaam karna start pr diya per real account per mera pehla din kuch khaas nahi tha starting mein mujhe samjh hi nahi ki isko kaise karu kahan se start karu kis tarah iss kaam ko pura karu kyun ki mere pass na to zyada acchi practice thi aur na hi itna zyada experience per forex trading mein agar sab se important kuch hai to voh aapki practice aur aapka experience per mujhe dono hi itna zyada nahi tha jiski wajah se mera kaam kuch khaas nahi hua per maine give nahi kiya apne aap try kara jitna bhi kiya apne aap kara first bhi kisi ki help nahi li kisi bhi tarah se kyun ki agar hum khud se sikhenge to zyada accha sikh aur samjh payenge aur hame forex trading mein bohot hi soch aur samjh ke saath kaam karna padhta hai kyun ki hamari ek choti si galati ki wajah se hame kaafi loss bhi ho sakta hai isliye mistake karne ka koi chance hi nahi bunta hai kyun ki hamari ek mistake se hame kaafi loss ho sakta hai hame pure shant mind ke saath kaam karna hota bilkul relax hoga tabhi hum acche se kar paate hai aur tabhi maine apna kaam thik se kiya