Real account par pahle din trading ka maza hin kuch aur hota hai main to kaafi excited tha us din aur meri ab tak ki sab se achhi trading usi din hui thi but us din ke earning ne mujhe over confident kar diya aur main specified lot size ko chod kar large lot size ke saath trade karne laga jiska natija ye hua ki main kuch hin dinon ke ander apna account zero kar baitha.