dosto abhi maine bitcoin ke graph ko study kiya to muje yeh pata chala ki bitcoin jab bhi ek naya high banata hai to woh phir se crash hota hai jab usne september 2017 mein $4900 ka high banaya tha to woh crash ho kar $3000 tak agaya tha phir usne agle mahine yani ki october mahine mein uska hi woh naya high toda aur $5000 se bhi jyada up chala gaya aisa market mein ek bar nahi bahot bar hua hai bitcoin ke sath to agar abhi jo bitcoin ka price $8600 ke karib chal raha hai aur yeh $19000 se jyada touch kar ke aaya hai to abhi ham agar 1 bitcoin lete hai to yeh 1 week mein $9000 ya $10000 to sure chala jayega aur agar hold karte hai to $19000 ko cross to jarur karega is 2018 mein to hamein iska benefit lena chahiye ripple aur etherium bhi kafi crash hue hai to iska bhi benefit le sakte hai