usd cad ek acha pair hai hum iss per trade laga keer acha profit hasil ker sakatay hain mager ya itna asn kam nhi kun ka iss ko samjhna bohat ee mushkil hai orr bohat ee kam log iss ko samjh patay hain kun ka ka iss ki moving ka koi pta nhi chlata ka ya kha ja rha hai