Meray nuqsan ka sab say bara karan baray lot size ka trade open karan aur jazbati ho kar boht saray trade open karan hay. Aik aur bari wajah trend k against order lagana hay. May ab tak apni tamam mistakes ko achi tarhan jan chuka hoon aur is baat ki koshish kar raha hoon k in ko aainda na repeat karoon.