ji dost waise to test karke hi maloom padega ki trading strategy kitna asar daar hain agar ye strategy achcha ha aur consistent profits diya to tab main jaroor is trading strategy ka istemaal karunga aur is system ke jariye trading karke kuch na kuch earn karunga pahle aise trading strategy ko achcha samjhana hoga tabhi iska istemaal kiya ja sakta hain dost