Zahir hay sab hi log forex trading paisay k liay hi kartay hain magar paisa to aur bhi tareeqon say kamaya ja sakta hay so forex trading k sab say bari waja is ka aasan hona hay. Forex trading aap ghar baith kar kar saktay hjan, is ko start karnay k liay aap ko bohat ziada paison ki zaroorat nahi.