risk rewar ratio ko agar asan lafzon me samjha aur dekha jae to yeh asani say he bat samjh me ajati hai k hum akhir kitna risk le rahay hain matlab ek take profit pay kitna stop loss use kar rahay hain aur kitna work kar rahay hain.jesay jesay kam banta chala jata hai aur samjh me anay ki baten ati hai wesay wesay sub kuch asan hota jata hai.