dear ham ye keh saktay hain kay forex is a tree of money keun kay ye world wide business hai jis say etnay zaida log paisay kama rhay hain or ye sab ko pay kar rahay hain is main etni zaida effort kary ga utna hi wo earn kar sakta hai main nay be is tree say paisay hasil karne kay leye is ko join keya hai