Kuch log yeh bhi kehtay hen kay forex main apko paisay he paisay miltay hein aor yeh kaha jata hai kay yeh money ka tree hai lakin main yeh kehta hon itna easy yeh hai nahi jitna easy kaha aor samjha jata hai is main apko hard work karna parta hai us kay bad apko apki mehnat ka sila milta hai.