loss to mujhe forex me bhut hi jyada hua hai aur bhut hi bar maine bhut hi jyada loss ka samna kiya hai , ina acha bonus aane k baad bhi maine usse kuch profit nhi kiya aur loss hi kiya aur mai kaafi jyada disappoint hua is chez aur maine forex quit krne ki bhi soch li thi aur thda time mai forex se dur bhi raha lekin mai ab dubara se start krna chata hu aur profit ki trf bdhna chahta hu