mujhko to waise yaha par sabse jayda bharosa jis par hain wo technical trading par hi hain yehi mere liye sabse jayda bharose mand sabhit hua hain aur iske sath main sabse jayda prefer karta hu trading karne ke liye lekin agar kisi ko fundamental jaisi ya fir kisi aur trading mein intersted jayda hain to main salah yehi dunga ki wo usmein hi trade kare jo uske samjh mein ata hain waise to har ek trader ke pass mein apni koi naa koi trading strategy hoti hi hain jiske sath trading kar sakta hain.
maine bhi khud ke liye system create kiya hua hain aur wo mere liye kafi poweful trading system hain maine system banane ke liye kafi jayda hard work kiya hain aur kafi samay tak demo par test kiya hua hain jab tak mere pass system nahi tha main kafi jayda pareshan hota tha isliye ki main entry point nahi khoj pata tha lekin ab system hone ke wajah se main apni trade mein sahi entry point le sakta hu.
sabhi ke liye yaha par kaam karne ke liye system badiya mangta hain iske bina trading karna impossible hota hain wo sahi trading ke liye kabhi bhi entry point nahi khoj payega aur agar jo entry nahi milegi to uske liye trading ko karna mushkil hi hoga baar baar aisi entry lega jisse usko trading mein nuksan ka samna karna padega aur baar baar humare ko loss se avoid karna hota hain naa ki usko jhelna padta hain