yar ea ko use karna bahut hi risky aur harmful ho sakta hai isi liye hum isko use na karny ko prefer karty hain takeh hamara capital secure reh saky is main iska masla kia hai keh jo robots wagira hoty hain wo bahut ziada trades lagaty rehty hain aik close hoti hai tu dosri laga dety hain is tarah ka masla hota hai is main aur yeh apna take profit bahut hi chota rakhty hain stop loss khula chor dety hain