mere khayal main humay sub say pehlay kum say kum 3000 rupay ki zarorat hay jis say hum forex forums business shoro kar saktay hain or hum is main bohat kam investment kar kay bohat ziada erning kar saktay hain bus hum ko is main waqt ki zarorat hay hum is ko jitna bhi waqt dain gay utni ziada erning kar saktay hain lekin agar hum rozana is ko 2 ghantay bhi dain to hum is say 1 mahinay main kam say kum bhi 30000 tak kma saktay hain.