Forex trading Main Jab aap kaam karte hain aapko loss risk rehta hai Yahan Par Jab aap analysis ke sath aur jab tak aap ko signal nahi milta aap agar aap na order Na Kare Tu Is Tarah Se aap risk free trading kar sakte hain aur aapke loss hone ka chance kam rehta hai Forex trading main bahut discipline ke saath kaam karna padta hai aur Har aada ko bahut mind ko use Karke open karna padta hai phir aapko Yahan Par success milti hai