forex jo hai ye new jenration kay liye kafi acha sabit ho sakta hai or kafi profit bhi kama sakty hain ager isko daily time dia jaye or demo mai prectis ki jaye to aista aista kaamyaab ho jayen gai or daily ka profit bhi bna sakyn gain ye kaam rsiki to hai laikn hai mazay ka kaam