Bhai aapko normal study karna hota hai jayda ismein uske chakar mein na pade ki koi special class hoti ho bhai, yaha par trading mein aapko time dena hoga bas sikhte rahe to aap achi khasi trading karna jaan sakte hai.