forex me apako kabhi greed nahi karana hai ye aapko har koi bata deta haipar mujhe lagat haiki agar aapko forex me earn mil raha hai to apko greed aata hi hai par aapko papne aap par cotrol karana sikhana hoga tab hi aapko earnmilta hai warna nahi milta hai mujhe greed ki wajah se loss hua hai kai baar