yes my dear friend main aapki baat say agree karta hun kay agr aap forex trading main new hain to phr aapko kabhi bhi more profit ka nahi sochna chay kyun kay agr ap forex trading main more profit kay chakar main rhay gay to phr apko just loss hi ho ga kyun kay forex trading jasay business main greed nahi karni chay balkay jitna profit melay accept kar lana chay our more profit ki try nahi karni chay