ye kam hi esa hai k app es me koi trade bina sarch kie nahi laga sakty os me app ko 70% loss hone ka khatra hota hai agar app ne ye kam karna hai to app ko pely markit ko dekhna hoga k ye kya kar rahe hai aur os k bad hi app ko koi fesla karna hota hai nahi to loss hone ka zada imkan hota hai