loss bhi part of business hai or agar hum start main zyaada invest karty hain to loss he hoota hai or hum trading chhor daity hain but ye theek nahin hai.start main agar hum kamm investment say start leety hain to hum earn kar sakty hain or is business main apna career banna sakty hain.