han sahi kaha hai ap ne agar hum loss nakarin aur only earnin gdaiy karin tu ye bhtar ha ka hum big profit banain aur loss kar dain is liye low risk lain aur zaida profit bnain aur koshih karin ka loss na ho aur low risk sa hum is market main ziada time tak survive kar sakty hain jiss ka matab hai hum ziada earning kar sakin gay