Bhai hum logo ko yeh startegy lambe waqt tak trade oepn rakhna ho tab bottom ya top pick karne me madad karti hai par hum ishka rojana use nahi kar sakte kyo ki yeh mahine ya do mahine me eikad baar hi kam me aa sakti hai par yeh jab bhi signal deti hai tab profit bahut acha milta hai.