main bahi yahi kehna cahati hon ka har kamiyabhi ka pecha sab sa zayda jo bat important mani jate hai wo har work hai. main smajhi hard work hi humi apni life main ek acha our best mukam da skata hai is liya forex main bhi hard work ka sath experience ka hona bht zarori mana jata hai.