haan market mein sabar karna ye kaf jayda imporatnt rahta hai trader ke liye agar jo trading kiya aur profits chal raha hai to kafi baar sabar nahi karte hai bas trade ko close kar dete hai to baad mein pata chalta hai ki profits aur bhi jayda hota lekin agar koi confidence nahi hota hai to trading karna mushkil rahta hai trading karna hai to mehnat ke sath trade karte rahna chahiye