Yaqeenan mein forex trading kerta rahonga chahe mein millionaire ban jaon ya billionaire. kionke jab aap millionaire ban jayeingay to aap ke kharchay bhi waise hi ho jate hein aur tab aapko mazeed pisoan ki zaroorat parti hai aur bagheir kamaye to Kharoon Ka Khazana bhi kam hai Millionaire kia cheez hai.