ji han asani k sath aap forex se money hasil ker saktay hain es ki waja ye hai k es main waqt buhat kam lagta hai aur ziada se zida pesa kamaya ja sakta hai q k ye mera first tajurba hai toh main toh filhal ziada kuch nahi bol sakta k kamana mushkil hai ya asaan.