Quote Originally Posted by zahidali View Post
G huma sclaping bhe us trah lagte hai ka jesa koi huma art ko use kar rha hao or apan account bhe us sclaping ka char ka acha profit bhe ern kar sakhta hai jab huma sclaping ka bara ma acha jankari hasil ho tab he hum aga tak apna work bhe kar ka acha profit earn kar sakhta hai
Bhai lekin ye bhi yaad rahe ki scalping trading karna bahut jayda risky bh ihota hai, agar aap scalping mein ache se perfect nahi hai to main scalping karne ke liye kabhi bhi salah nahi dunga, kyunki scalping mein trader jaydatar doob jata hai ismein kamana asaan nahi hota hai lagatar kamane ke liye acha experience chahiye hota hai.