mujhko aisa lagta hai ki trading mein practice karna sahi to hai lekin ek do mahine mein koi bhi trader perfect nahi ho sakta hai trading mein aaj se agar practice jaise karna shuru kar dete hai to usko safal hone mein bahut jayda time lag jata hai koi bhi ek dum se successful nahi ho sakta hai is kaam mein usko bahut jayda time lagta hai lekin ek baat aur hai agar safal trader bante hai to forex trading karna asan hota hai usko bahut hi badiya income trading se mil pati hai thoda time ismein patience rakhna to padta hai lekin ek din aisa bhi ata hai jismein ye safal hokar bahut hi acha paisa kama sakta hai trader ki income trader ke mehnat ke uper hi depend hoti hai jayda income paane ke liye usko mehnat bhi waisa hi karna hota hai aur achi mehnat se koi bhi banda kabhi niraash nahi ho sakta hai uski mehnat rang lati hai forex mein mehnat karne wale bhi bahut baar safal nahi ho pate hai wo fail hote hai agar main kahungi ki wo kabhi bhi haar na mane to acha hai jarur wo forex trading se paisa kamane mein kamyab ho jayega life time wo trading se earning kar sakta hai bas thoda jayda efforts ki jarurat padegi agar wo karega to jarur apne mumaam tak jayega aur jo wo chah kar is kaam ko karne aaya tha wo bhi pura jarur kar sakega bas is kaam mein patience us bande ko hona chahiye jisse wo trading ke kaam ko kafi badiya tarahse karne mein successful hoga hi kafi daulat yaha par usko earning bhi karne ko mil pati hai