yeh ghalat bat hai keh succesfull traders apni strategy ko share nahi karty hain mera kuch logun sy wasta para hai unhun ny apni strategies mery sath share ki hain aik bandy ny tu mujh sy fees ly kar apni strategy ko share kia hai lekin aik bandy ny mujh sy kuch bhi liye baghair hi apni startegy ko share kar dia hai main un bandon ka bahut hi shukar guzar hain jinhun ny apni valueable strategy mery sath share ki hain aur unky winning result bhi 90% hain