Har dafa trend true nahi ho sakta kiun k market ki conditions pe depend karta hai sometimes aisa hota hai k ap ko jo trend nazar a raha hota hai ap us mein usi ko dekhty howy trade karty hain tu koi news ya high impact data ki waja se market kafi volatile ho jati hai jis se uska trend bhi change ho hata hai.