na gi na main to ye bewaqufi na karoun kioun k es market ka koi pata nahi ha kisi bhi time es main high los ho sakta ha ei liye main to kabhi bhi es main apne ful capital se trading nahi karna chahoun ga main sirf or sirf bonus amount se he yahan trade karta houn khud ki investment main ne nahi ki ha