mujhe ko to aisa lagta hain ki Moving average hi trading strategy asabse asan hain iska istemal to koi bhi kar sakta hain chahe to koi yaha par naya trader ho ya fir old sabke pass mei maine dekha hain moving average ka banaya hua trading strategy aur unko bas strategy kafi achchi tarah se samjhana hota hain tabhi wo unke sath mein trading achchi karne mein safal ho sakte hain