g dear ap nay bohat hi acha sawal kiya hay main ap kay is sawal say agree karta hon main abi is businees main new hon abi tk tu main nay koi bi stategy ni bnai jaisay jaisay main is businees main mukamal toor par aboor hasil kar lon ga tu main bi zaror koi na koi stategy bnaon ga forex trading bohat hi acha businees hay hum is say profitable stategy bi bna saktay hain.