Dekhna hoga ke aap ki remaining equity kitni hai, agar to aap ke paas acha aur barra capital hai tab to yeh koi itna barra loss nahin hai, agar aap ka capital kam hai to zahir hai 2 he options bachtay hain ke yaa to aap apna account hedge kardo ya phir loss main close kar do.