hamara sab kuch forex ma capital pa hi matter karta ha kio ka agar hamara capital acha ha tu hamary trading be achy ho gy kio ka trading ka sara daromadar capital ka zaida hony ya kam hony pa hi hota ha is ki base pa trade hoty ha
capital say app risk big lay sate ho app ki trade agar loss mein be jati hai t app ke pliye trade karna asan ho jta hai app ke pass acha back up a jta hai jiss ka app faida utha late ho ager app ke pas capital he low ho ga to app ki ak be trade loss mein gyi to app ke liye mushkil ho jta hai recover karna