hamara sab kuch forex ma capital pa hi matter karta ha kio ka agar hamara capital acha ha tu hamary trading be achy ho gy kio ka trading ka sara daromadar capital ka zaida hony ya kam hony pa hi hota ha is ki base pa trade hoty ha
bhai iss field mein capital ka hi role ahem hota hai mein toh yeh kahunga ki forex trading mein agar accha paisa kamana hai toh aapko iss field ke rules ko seekh ke kaam karna zarori hota hai bina uske iss field mein aapke liye mushkil ho sakta hai bhai yaad rahe.