main forex trading main jab say hoon main to mt4 he use kar rahah hoon aor main nay mt5 kay baray main suna hai just abhi isko use nahi kiya aor main soch raha hoon kay mt5 ko bhi use kar kay apna experience share karoon abhi tak to mt4 he best hai.
bhai zyada tar traders starting se yahi use karte aaye hain aur MT4 ko chunne ka kaaran hai ki yeh bahaut zyada asaan lagta hai traders ko aur ismein custome indicators use karne unko pasand hain bhai mein toh yeh kahunga ki forex trading market mein se paisa kamana hai toh wohi lein jiska pata hai aapko.