G han ma ab ya kam shuru kar raha hun or mujhay khud pa poori umeed ha k main is kam main bahot agay tak jaoun ga or is ko samjhoon ga ma na is kam ki bahot tareefain suni hain is liye to main bhi is ko join kar raha hun mujhay to ya kam abi sa bahot acha lagnay lag gaya ha