capital save to haam jabhi kar saktay hain jab hamaray pas kafi investment hoti hai or hamaray pass capital save hona chaiye agar ap trading kar chukay ho or ap ko pass aik or koi achi oppurtunity ai hai to ap wapis trade kar sakain agar ap k pas capital kaam hai to ap kosis karain ap apna capital increase karain or kosis karain k saray capital ki trade na karain kuch na kuch save rakhain