ha apne capital balance ko bachate huye trading karna sabse acha hota hai kabhi bhi is tarah ki trade na kare jisse apko loss bada face karna pade agar trading aap karna chahte hai aur life time tak earning chahte hai to trading mein apko kafi kuch sikhna padta hai tohi aap trading kar payenge aur acha paisa kama sakte hai